Ghar Bethe Online Indian Passport Apply Kaise Kare Hindi Me ?
Online Passport Apply Karne Ka Tarika Jo Ki Aap Ka
Time Bacha Sakta Hai. Aap Ko Pata Hai Jab Hum Passport Banwana
Chahte Hai To Bahut Si Pareshaniyo Ka Samna Karna Pad Ssakta Hai. Or
Passport Office Ke Chakar Lagane Pad Sakye Hai.
Aksar Hum
Passport Ke Liya Kisi Na Kisi Ke Pas
Jate Or Un Se Passport Banwane KE Liye Unki Bato Me Aajate Hai Or Un Se Hume
Koi Fayda Nahi Hotaa Hai. Or Un Ke Pass
Jane Se Haara Time Or Pesa Dono Hi West Hota Hai. Or Kuch Hasil Nahi
Hoya Hai. Or Samne Se Time Or Pesa West Hota Hai..
Is Post Ke Jariye Aap Apna Passport Form Khud Hi
Apply Kar Sakte Hai. Oe apna Time Or Pesa Done Hi Bacha Sakte Hai. Jis Ke Karan
Aapka Time Or Pesa Dono Hi West Nahi Hoga Or Kuch Na Kucha Karne Ka Hosla Hi
Bana Rahega..
Ab Aaj Ke Bad Aesa Nahi Hoga Ki Aap Apna Time Or
Pesa Dono Hi West Nahi Karna Padega Kyo
Ki Aaj Ki Is Post Me Me Aap Ko Passport
Form Bharne Ka Tarika Batane ja Rha Hu Or Ummed Karta Hu Ki Aap Ko Is
Post Me Kuch Fayda Jarur Hoga.
Online Kese Kare Apply Passport ?
1. Sabse
Pehle Passport Seva Web Side Par Jaye।
Yaha
New User Par Click Kare, Isase App Rejection
Page Par Pahunch Jayenge।
2. Ab
Apne Shhar Ke Passport Office Ko Click
Kare। Aap Ka Name jesa Document Par Kikha Ho Thik Wesa Hi Name
Bhare। Form Ko Ache Se
Padkar Pura Bhare।
Iske
Bad Register Par Click
Kar De।
3. Aap
Ka Account Ban Chuka HaiBad Me Passport Seva Ki Web Site Par
Wapas Jay
4. Yaha
Login Batan Par Click Kare
5. Apna E-Mail ID Likhe Or Continue
Par Click Kare
6. Apna Email, Password or Image Me
Corrector Ko Type Kare Iske Bad Login Par Click Kare
7. Apply
for Fresh Passport/Reissue of Passport Par Click Kare
8. Iske
Bad Aapko Do Option Diyr Jayenge Ya TO Aap Online Hi Form Bhar Sakte hai. Ya Fir Form Ko Download Kar Use Bhar
kar Fir Wapas Web
side Par Upload Kar Sakte Hai
9. Agar
Aap Offline Form Bharna Chahte Ho To Click here to
download the soft copy of the form Par Click
Kare Yahe Alternative 1 Page
Par Pehle Subheading Mojud Rehta Hai.
10. Wahi
Agar aap Online Form Bharna Chahte To
aap Click here to fill the application form online Wale Option Par Click Kare Yahe Alternative 2 Page Ke
Andar Mojud Rahta Hai
11. Iaske
Bad Aapke Samne New Passport Ya Normal Ya Tatkal 38 Page, Ya 60 Page Ke Option Aayenge Apni Suvidha Ke Mutabik Wikalp Chunkar Next Page Par
Click Kare.
12. Yaha
Aap Ko Khid Se Sambandit Kuch Jankariya Bharni Hogi Dhyan Rakhe Ki Yaha Bhari
Ja Rahi Sabhi Jankariya Purn Rop Se Dahi HO Jab Form Bhare To Niche Diye Submit Application
Batan Par Click Kar De.
13. Iske
Bad 9 We Number Step Me Jis Web Page Ka Jikar Kita Gya Hai. Waha Jaye Or Yaha Submitted
Applications Par Click Kare
14. Yaha
Se Aap Apni Application Ko
Dekh PayengeAb Aap Ko Side Me Bane Redeo Batan Par Click Karna Hai. Fir Pay and Schedule Appointment Par Click Karna Hai.
15. Ab Online
Payment Select Kare Or Next Par Click Kar
De.
16. Ab
Aapke Shehar Me Mojud Passport Seva Kendra Ki Suchi Scrim Par Aayegi Iame Appointment Ke Liye Sabse Najdiki Ki Date Or Time Ka Bhi
Opction Hoga
17. PSK
Location Ke Side Me Bane Drop Down
Menu Me Se Apni Suvidha Ausar Ek Viakalp Ka Chunaw Kare
18. Ab
Aapke Samne Ek Image HOgi Jisme Bane
Sabado Ko Type Karna Hoga Fir Next Par
Click Kar De Iake Bad Pay And Book
Appointment par Click Kar De
19. Ab
Aap Pement Getwe Page ParPahunvh Jayege
Jese Hi Pament Ho Jayega Aap Dobara Passport Seva Ki Web Site Par
Pahunck Jayenge
20. Yaha Appointment Confirmation Ka Page Hoga Taha Aapke Appointment
Ki Details Bhi
Mojud Hogi
21. Iske
Bad Aap Apni Application Ka Print Out Le Le.
22. Agle
Page Par Aap Receipt Ka Preview
Dekh Payenge
Ek Bar Fir Print Application Receipt Par Click Kare Aesa Karne
Ke Bad Aap Apne Appointment Conformation Ka Print
Out Le Payenge
23. Aap
Ko Passport Seva Kendra Par Entry Ke Liye IsRisipet ke Print Out Ki
Jarurat Padegi
Iske bad Passport Office Jayenge To Aapke Pass Sabhi
Document MojudHoge Aese Me Yaha Aap Ko Jayadha Time WestNahi Karna Padega
Ye Post Aap ko Kesi Lagi Ise Apne Dosto Ke Sath
Share Karna Na Bhule Or Mere Sath Social Media Par Judne Ke Liye
Aamir Ali
Info Tech Hindi
कोई टिप्पणी नहीं
Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.
Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.