Kisi Bhi Smartphone Ki Details Ko Aise Pata Lgayen Hindi Me
Kisi Bhi Smartphone Ki
Details Ko Aise Pata Lgayen Hindi Me
In Codes Se Kisi Bhi Smartphone Ki Sari Detail
Pta Kara
Second Hand
Smartphone Kharidne Se Pehli
Sari Information’s Details Ko Check Karna Behad Jaruri Hota Hai. Taki
Ye Pata LagayaJa sakta Hai Ki Smartphone Ki Sahi Condition Kya Hai Or Sath Hi Ye Bhi Pata Chal Jata Hai Ki Bechne Wale
Ka Apana Hai Kya Koi Chori Ka Ya Gumsubha Hai.
Aaj Ki Is Post Me Mei
Aap Ko Kuch Codes De Raha Hu Jiski
Madad Se aap Kisi Bhi Smartphone Ki Complete
Details Ko Ek Minit Me Hi
Pta Laga Sakta Hai Or Dekh Sakta Hai Ki Wo Phone Sahi Condition Me Hai Bhi Ya Nahi.
Smart Phone
Kharidne Se Pehle Uski Sahi Condition Aese Chek Kare
Iske Alawa aap Jisme Bhi
Old Smartphone Kharidne Usase Uska Bill Aawshak Le, Sirf Bill Hi Wo Proof Hota Hai Jisase Pta Lagaya Ja sakta Ki Smartphone Bachene Wala Ka Apna Hai Ya Kisis Or Ka Ya
Chori Ka.
Baki Phone Ki Condition Jo Hidden
Hoti Hai Uske Bare Me In Codes Se
Asani Se Pta Lagaya Ja Sakta Hai. Bahari Tor Par Aapko Phone Jesa Bhi Najar Aata Hai Uski Bhitar Ki Details
Ko Bhi Ek Bar Dekh Le To Or Bhi Betar Rahega
Or UskeBad Shikayat Karte Rehte Hai Ki Isme Ye Kharabi Hai, Wo Kharabi
Hai. Wagwra Wagera
Smartphone Ka Hardware Jitna Upgrade Hota Hai Kam Jyada
Aasan Hota Hai Halaki Kai Users
Ko Is Bat Ka Pta Nahi Hota Hai Usne Smart Phone Ka Hardware Or Software Ka Version Kya Hai? Sath Hi Sath Hi Uske Dusre Part Jesa Camera, Bluetooth, Wi-Fi Ka Version Kay hai? In Sawalo Ka Jwab USSD Code Se Pta Kiya Ja Sakta Hai In Code Ki MadadSe Media
Backup Bhi Liya Ja Sakta
Hai
In Cods Se Kisi Bhi
Smart Phone Ki Sari Details Pata Kare
1. Phone Information’s
Users Statistic Wifi Info Cam Test Alerts Ke Liye *#*#4636#*#*
2. Phone को Factory Reset Or Sirf Applications Delete Karne Ke Liya *#*#7780#*#*
3. Smartphone Ke Camera Se Judi All Information’s Dekhne Ke Liye *#*#34971539#*#*
4. Power Button Ki Activity Change Karna Direct Power Off karne Ke Liye *#*#7594#*#*
5.Sabhi Media Files Ka Quick Backup Lene Ke Liye *#*#273283*255*663282*#*
6. Wireless Lan Ka Test Karne Ke Liye *#*#232339#*#* or
*#*#526#*#*
7. Wifi Mac Address Ka Display Dekhne Ke Liye *#*#232338#*#*
8. Quick GPC Test Ke Liye *#*#1472365#*#*
9. LCD Display Check KArne Ke Liye *#*#0*#*#*
10. Audio Test Karne Ke Liye *#*#0673#*#* or *#*#0289#*#*
11. Vibration and Back
Light Test Karne Ke Liya *#*#0842#*#*
12. Display Screen
Version Ka Pata LaganeKe Liye *#*#2663#*#*
13. Teach Screen
Test Karne Ke Liye *#*#2664#*#*
14. Proximity Sensor
Test KarneKe Liye *#*#0588#*#*
15. Ram Version
check Karne Ke Liye *#*#3264#*#*
16. Bluetooth Device
Address Ka Display Dekhne Ke Liye *#*#232337#*#
17. Google Talk Service
ko Monitoring KJarne Ke Liye *#*#8255#*#*
18. FTA Software
Version Dekhne Ke Liye *#*#1111#*#*
Ummed Karta Hu Ki Aap Ko
Ye Jankari Kisi Bhi Smartphone Ki
Details Ko Aise Pata Lgayen Hindi Me Pasand aayegi. Isi Tarah Aap Is Saite Ko Visit Karte Rahe Yaha Me Rojana Kuch Na
Kuch Naya Post Karta Rehta Hu Meri Yahi Kosis Rehti Hai Ki Aapko 365 Days Me
365 New Jamkariya Du.
Join On Google Plus
Aamir Ali
Info Tech Hindi
कोई टिप्पणी नहीं
Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.
Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.