Facebook Par Friends Request Kaise Disable Kre ?

Dear Readers , Aaj ki post me me aapko btaunga ki Facebook Par Friends requests ko kaise disable kiya ja sakta hai.is post ko start se end tak aap padhen uske baad agar aap chehe to apni Facebook profile par bhi friends requests ko disable kar sakte hain.

Facebook Friends Request Disable
Facebook Par Friends Request Kaise Disable Kre ?

Facebook jahan world ka sabse popular social media network hai vahin par kbhi kbhi ye pareshani ka sabab bhi ban jata hai.jyadatar females ke sath aisa hota hai ki log unhe bahut hi jyada friends requests send karne lagte hain.



Vaise to Facebook ki friends limit 5K hai.but uske baad bhi request aati rahti hain.kai baar kuch galat log bhi aapke sath facebook par jud jate hain jo ki spammers hote hain.or friends banne ke baad vo comments vgaira ke jariye spamming karte rahte hain.





Is post se aap in spammers se bhi chutkara pa sakte hain.aapne bhi kai logon ke profiles par dekha hoga ki jab bhi koi unhe friends requests send karna chahta hai to likha aata hai ki aap inhe friends send nhi kar sakte only aap inhe follow kar sakte hain.is tarah aap bhi apni profile par settings kar sakte hain.uske baad aapko koi bhi friends requests send nhi kar sakta.

How to Disable Friend Request On Facebook ?


1:- Aksar Woh Loog Friend Request Recive Nhi Karna Chahte Jin Ke 5000 Friends Hote Hain Facebook Pa 5000 Se Ziada Friends Nhi Bana Sakte Islie Woh Friends Request Accept To Nhi Kar Sakte Lakin Har time New Friend request Ati Hain To tangi Hoti hai



2:- Ya to Woh Log Friend Request Recive Nhi Karna Chahte jo Facebook Sirf Relative Ya Friends Se Contact Karne Ke Liye Use Karte Hain In Main Ziada Facebook Pa Female Friend Request Ka option Off Kar Deti Hain.

Facebook Par Friend Request Kaise Disable Ki Jati hai ?


Sab se Pehle Apna Facebook Account login Karain
1:- Ab Lock Ke Icon Par Click karain
2:- Ab “Who Contact Me” Par Click karain
3:- Ab “Who Can Send Me Friend Request Par Click karain Ab Yahan Se Ap Friend request Band Karwa Sakte Hain Aor Bhi option Hain



4:- Agar Ap “Friends Of Friends” Choose Karenge To Sirf Jo Ap Ke Friends Honge Unke Jo friends hoge Woh Hi Sirf Ap ko Friends Request Send Kar Sakenge
5:- Agar Ap “No One” Choose Karenge To Is se Ap Ko Koi Friend Request Nhi Send Kar Sakta Sirf Ap Kisi Ko friends Request Send Kar Sakenge.





Is tarike se aap apni facebook profile par friends requests ko disable kar sakte hain.

I hope ki ye post Facebook Par Friends Request Kaise Disable Kre ? aapke liye useful sabit hogi.ise apne friends ke sath share karna na bhulen.

Mere sath social media par judne ke liye


Aamir Ali
Info Tech Hindi

कोई टिप्पणी नहीं

Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.

Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.