Mcent Android App Se Free Recharge इस एप से फ्री मोबाईल रिचार्ज करें

get free recharge from mcent app
How to get free recharge from mcent app in Hindi
Dear readers , internet par vaise to bahut si aisi mobile apps hain jo ki mobile recharge deti hai.in apps ka working process ye hota hai ki jab aap inhe download karke install kar lete hain ,to uske baad in apps me aapko or kai dusri apps dikhai deti hain ,or unke samne unki rate di hui hoti hai.jab aap unme se koi app download karte hain to uske aapko rupay pay kiye jate hain.jinhe aap mobile recharge ke roop me hasil kar sakte hain.



Mene inme se kai apps ko try kiya hai ,inme kuch ke alawa jyadatar fake hoti hain.inme se ek real time recharge pay karne wali ek app hai mcent.

What is Mcent ?

Mcent ek mobile app hai ,jo ki aapko dusre apps download karne ke rupay recharge ke roop me pay karti hai.ye app time to time updates hoti rahti hai ,or inme dusre apps bhi aate rahte hain.jinhe aap download kar sakte hain.

How to work Mcent ?

Mcent App ko aap google play store se download kar sakte hain.uske baad aap ise apne mobile me install kren ,fir apne mobile number se ek account create kren.isme aapko apne mobile ka vo number hi likhna hai jis number par aapko recharge karna hota hai.kyun ki isme rupay jma hone ke baad aap sirf ek hi number par recharge kar sakte hain.

Dusra is app ko aap jitna jyada share krenge ,uska aapko ye alg se per referral ke hisab se pay karta hai.ye app un logon ke liye or bhi jyada perfect hai jin logon ke social media par ache khase networks bne hue hain.ya whatsapp par kai groups bne hue hain ,ya join kiye hue hain.is networks ka aap fayda utha sakte hain.or inme apne referral link ko share kar sakte hain. 

How to get free recharge from mcent app 

Mcent me aap isme di gyi apps ko download karke bhi rupay hasil kar sakte hain.or iske referral program se bhi rupay hasil kar sakte hain.

1.     Mcent me sabse upar aapko 20+ ka icon nazar aayega jab aap is par click krenge to isme aapko whatsapp ,gmail ,facebook,twitter,google plus,vgaira ke icon nazar aayenge inme se jahan bhi aap apne referral link ko share karna chahen vahan par kar sakte hain.

2.     Mcent me Apps section me aapko dusre apps dikhai dete hain ,unke sath unki rate di hui hoti hai ,jab aap unhe download karte hain to aapko vo rate di jati hai.
3.     uske baad aapko friends ka icon nazar aata hai ,jisme aap ye dekh sakte hain ki aapke friends  me se kisne mcent se kitna recharge hasil kiya hai.



4.     Iske baad aapko recharge ka icon nazar aata hai jahan aap apni earning ko recharge ke roop me apne mobile me transfer kar sakte hain.recharge hasil karne ke liye aapke mcent account me kam se kam 10 rupay hone chahiye.

5.     Uske baad me aapko send gift ka icon nazar aata hai ,isme aap apne kisi bhi friends ko airtime send kar sakte hain.mene ise use to nhi kiya hai I think isse aap kisi bhi dusre number par recharge bhej sakte hain.

Ummid karta hunk i aapko Mcent App ka system samajh me aa gya hoga.agr aap iske bare me kuch puchna chahen to aap jarur puchen.


Or is app ko download karne me or referral network bnane me sbhi ki help kren.agr hmare kuch karne se kisi ka fayda ho to achi baat hai.

Jab aapne ise download karne ka man bna hi liya hai to ise direct download karne ke bajay kisi ke reference se hi download kren taki hmara kaam bhi ho jaye or unka fayda bhi ho jaye.niche me apna referral link aapke liye de rha hun.agr aap chahen to is link se download kar sakte hain.




Agr aapko ye post pasand aayi to ise share karna na bhuen.or hmare facebook page ko bhi jarur like kren.iske baad aapko or bhi kai aisi apps ke bare me posts karke btaya jayega jo ki real me free unlimited recharge deti hain.unka working system kuch iske jaisa or kuch isse alg hota hai.

Watch related Videos ......... 

1.Top 5 Earn Talktime Android Apps in Hindi Urdu 

2.Top 5 best android apps of google in Hindi Urdu 

3.Top 5 bekup apps for android in Hindi Urdu 


Info Tech Hindi   

कोई टिप्पणी नहीं

Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.

Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.