WhatsApp PC version Software वाट्स अप को कंप्यूटर पर कैसे यूज करें

Download and Install WhatsApp PC
How to Download and Install WhatsApp PC  version in Hindi
WhatsApp ko Computer par kaise download karke install kren or kaise use kren.
Dear readers ,jaisa ki aap sbhi ne WhatsApp ki taraf se announcement suna hoga ki  WhatsApp ne Apne Mobile App ka PC version launch kar diya hai.ye WhatsApp users ke liye ek bahut hi bdi news hai.Whatsapp ka Mac or Windows PC version me kya khas hai aaiye ise samajhne ki koshish karte hain.

WhatsApp Mac or Windows PC Version

Supported versions:
Mac OS X 10.9 and higher
Windows 8 and higher (64-bit version) yani agr aapke computer me window 8 ya isse upar ka version hai to hi aap ise use kar payenge ,varna nhi.
Windows 8 and higher (32-bit version) agr aapke computer me window 8 32-bit ya 64 –bit version dono me se koi bhi hai tab bhi aap ise use kar sakte hain.

Iske sath hi aapne smartphone par bhi WhatsApp install kiya hua hona chahiye.
Isse pahle bhi Blue sticks ke jariye log ise use kar hi rhe the.lekin ab aap ise direct apne computer desktop par use kar sakte hain.


Ek khas baat ye hai ki WhatsApp ke PC version ko download karne ke liye aapko kisi or software ko download karne ki jarurat nhi hai ,jaisa ki pahle karna padta tha.ab aap ise WhatsApp ki official website se direct bhi download kar sakte hain.or ise aasani se use kar sakte hain.



How to use WhatsApp Mac or Windows PC  version

Sabse pahle aap ise yahan click karke WhatsApp ki official website se ise download kar len.
Uske baad aap WhatsApp Mac or Windows PC  version software ko apne computer ya laptop par install kren ,jaise aap dusre software’s ko install karte hain.
Uske baad ise open kren aap apne smartphone ki whatsApp ko open kren or uske jariye  WhatsApp Mac or Windows PC Version me diye gye QR CODE ko scan Karen.Ab aap apne smartphone ke sath sath apne PC par bhi WhatsApp Mac or Windows PC Version ko use kar sakte hain.

Filhal ye facility window 8 users ke liye hai ,maybe aane wale time me shayad ye sbhi ke liye bhi ho jaye.ummid karta hunk i aapko ye post pasand aayegi.

Agr aapko ye jaankari pasand aayi to ise apne friends ke sath share karna na bhulen.
Or agr aapne info tech hindi website ko join nhi kiya hai to aaj hi jarur join kar len.or Email subscribe kar len taki aapko iski har posts email ke jariye bhi milti rhe.

Info tech hindi ke Facebook Page ko Yahan click karke like kar sakte hain.

Google Plus par judne ke liye yahan click kren.

Or Info tech hindi ke YouTube channel par jane ke liye yahan click kren ,jahan aapko har jaankari videos ke roop me milegi.or yahan niymit videos upload kiye jate rahte hain.aap is channel ko subscribe bhi kar sakte hain.

Twitter par mujhe follow karne ke liye yahan click kren.

Friends agr aap sbhi ka sath rha tbhi ham aage badh payenge.aap hmare sath juden ,taki aap bhi info tech hindi k eek online member ban sken.ye ek pariwar hai ,jahan ham sbhi ek dusre ki help karte hain.me ummid karta hunk i aap is pariwar ka hissa jarur banna chahenge.





Info tech hindi


कोई टिप्पणी नहीं

Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.

Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.