Facebook Tags Review Kaise Use Kren ?–All About Facebook Tags in Hindi/Urdu

Use Facebook Tags Review –All About Facebook Tags
How to Use Facebook Tags Review –All About Facebook Tags in Hindi/Urdu
Facebook Tags is a good feather of Facebook. You can Tags any pictures and posts on your friends profile wall.your posts will be reach on many peoples and increase your blog traffic.you can easily promote blog and website and boost traffic with Facebook Tags.

Dear Readers ,Facebook Tags ke bare me almost aap sbhi jaante hi hain.iske bahut sare aise benefits hain jinhe koi bhi ignore nhi kar sakta.jinme sabse bda benefit hai posts reach ,yani aap iske jariye apni posts ko jyada se jyada logon tak pahuncha sakte hain.and apne blogs and website par aane wala traffic increase kar sakte hain.
Mene dekha hai log be vajah ki apni pictures ko dusron ko tags karte rahte hain ,isse unki pictures to kai logon tak pahunch jati hai lekin unko isse koi bhi fayda nhi hota.agr aap ek Blogger hain to aap yakinan apne Blogs and websites ka fayda pahle sochenge.darasl in feathers se blogs par kafi jyada traffic bhi increase kiya ja sakta hai.jiska hme andaza bhi nhi hai.aaiye all about Facebook Tags par ek nazar daalte hain.

What is Facebook tagging – Facebook Tags Kya Hain ?

Facebook Tags Facebook ka Ek Bahut hi best Feather hai.Jise Aap kisi bhi picture ko Upload karne me us picture ka face kisi ki bhi profile par tags ki help se dikha sakte hain. 

Facebook Tags ka ek sabse bda fayda ye bhi hota hai ki jaise aap apni kisi bhi post ko apne friends ko Tag kar dete hain to aapki vo post aapke all friends ke sath sath aapke un friends ke bhi sbhi friends tak pahunch jati hai jinko aapne tag kiya tha.

Facebook Tags se aapko apni post ko jyada se jyada peoples tak pahunchane me kafi madad milti hai.khas kar bloggers ke liye ye bde hi kaam ki cheez hai.


What is Facebook Tag Review – Facebook Tags Review Kya Hai ?

Jis taraf Facebook aapko apne friends ko tags karne ki facility dete hai ,usi tarah aapko tags review ki bhi facility di jati hai.kyu ki kai baar aisa bhi hota hai ki kai log apni pictures vgaira bahut jyada tags kar dete hain jisse kai baar problems ho jati hain.
Or kai log unwanted tags bhi kar dete hain,jinhe aap apni profiles par show karna pasand nhi karte.aise me aapko Facebook Tags Review ko Enabe kar lena chahiye.jab aap ise enable kar lete hain to hare k tags ka review aapki profile par show hone se pahle aapko dikhaya jata hai.agr aap us tag ko approve karte hain to hi vo aapke profile par show hota hai,or agr aap use hide ya remove kar dete hain to fir vo tag aapki profile se hta diya jata hai.
Ise aap is tarah bhi samajh sakte hain ki koi bhi aapko aapki marzi ke bgair tags nhi kar sakta.or aapko hare k tag pahle dikhaya jata hai agr aap use izajat dete hain to hi vo aapki profile par show hoga varna nhi.

How to Enable Facebook Tags Review – Facebook Tags Review ko Kaise Enable Kren ?


1. Facebook Profile ke Upar Menu par click kren and Settings par Click kren.

2.Ab Timeline and Tagging Par Click kren.

3. Timeline and Tagging Settings me aapko "How can I manage tags people add and tagging suggestions?" option par click kren.
Ab Drop menu me Tags Review ko Enable kar den.

Then Setting ko Save kar den.Ab aapko koi bhi tags karenge to aapko uska notification pahle se hi mil jayega.

How to earn money very fast without investments with Shorten url sites

5 Top online Jobs ideas start work without investment and make money Hindi/Urdu

I Hope ki aapko How to Use Facebook Tags Review –All About Facebook Tags in Hindi ye post pasand aayegi.or aap ko Tags ke bare me kafi kuch andaza hua hoga.jahan iske itne fayde hain vahan kbhi kbhi ye Tags be vajah pareshani bhi ban jate hain.aise me aap inhe Tags Review par set kar sakte hain.

Agr ye jaankari aapko pasand aayi to ise share karna na bhulen,kya pta aapke share karne se kiski talash poori ho jaye.
Agr aapko hmari koshishen pasand aa rhi hain to social media par join karna na bhulen.

Aamir Ali
Info tech Hindi

कोई टिप्पणी नहीं

Agr aapko ye post pasand aayi to apni keemti raay niche comments box me jarur likhen.

Comment Box me koi bhi Link share karna allow nhi hai.yahan koi bhi apne blog post ya ads vgaira ke link ya comments na kre.